Chand taaron ki mehfil mein
Ek chota taara rone ko hai
Koi uski jagmagahat ko pehchane naa
Iss baat ka gham us nanhi si jaan ko hai
Suraj usse kehta hai
Tum hi toh sabse khush naseeb ho
Rhosni toh hum bhi dete hain magar
Andhere raaton mein sahara tum hi toh ho...
waah waah....MBA banne gaya tha US of A, shayar ban gaya...
ReplyDeleteTu kyu ro raha hai ab ANNNA