Agar zindagi mein judaai na hoti
toh kabhi kisi ki yaad na aati.
Saath hi guzarta har lamha toh
shayad rishton mein woh gehrai naa aati.
Log milte hain, bichadte hain
Nazdeekiyan duriyon mein badal jaati hai.
Inhi lamhon ke yaad mein
shayad hamari aakhen bhar aati hain...
Aaj hum hain,
Kal hamari yaadein hongi
Jab hum na honge,
hamari baatein hongi.
kabhi paltoge zindagi ke panne,
in khubsoorat lamhon ki dastaan hongi...
toh kabhi kisi ki yaad na aati.
Saath hi guzarta har lamha toh
shayad rishton mein woh gehrai naa aati.
Log milte hain, bichadte hain
Nazdeekiyan duriyon mein badal jaati hai.
Inhi lamhon ke yaad mein
shayad hamari aakhen bhar aati hain...
Aaj hum hain,
Kal hamari yaadein hongi
Jab hum na honge,
hamari baatein hongi.
kabhi paltoge zindagi ke panne,
in khubsoorat lamhon ki dastaan hongi...
good work dude!!! :)
ReplyDeleteDude...i din know i had such a talented guy in my class. I think you should definitely make this public. People would just go crazy abt it!
ReplyDeleteU seem to be in Love..
ReplyDeleteyaar aisi cheeze toh likhna mera trademark hain.... how can you do this to me!!! waise nice words....
ReplyDeleteGreat if its authentic JAYRAJ trademark.:)
ReplyDeleteLong way to go and hope to expect many such blogs in the pipeline
madhuri, kaha se nikala be ye sab--vikram
ReplyDelete